sms

Banta ped pe chada to ,,,,,,,,

Banta ped pe chada to upar baithey bandar ne poocha: Upar kyon aaya?


Banta: Apple khane.


Bandar: Yeh to aam ka ped hai.


Banta: Pata hai, apple saath laya hoon.

No comments:

Post a Comment